Balli: Yaar Khalli ek story sunaa naa yaar. .
Khalli: dhyan se sunn. .
Munna Bhai nay pehlay din office khola to bara khush tha. Us ki secertary nay bataya ke bahar aik aadmi aaya hai.
Munna bara khush hua aur usay andar aanay ke liye kaha. Us ke andar aanay say pehlay Munna nay socha ke us par impression dalna chahiye aur phone utha ke batien karnay laga.
“Haan Haan! 500 rupay fees hai, apun 10 baje tak betha hai idher, is say late nahi karnay ka, apun bahut busy hai”.
Us ke baad us nay phone rakha aur aanay walay say poocha “Beth na Maamoon, apun teray liye kya kar sakta hai?”
Man: Mien yahaan phone sahi karnay aaya hoon.

No comments:
Post a Comment